Katharsis – Faaslay (Download Audio)

September 2, 2010

Katharsis – Faaslay (Download Audio)

Click on the image to download

Band: Katharsis

Song: Faaslay

Download Now!

Lyrics:

Khwaab mein dhonda meinay eik gher
Jaanay na le kahan jaye ye safar

Awaaz hoon gonjun kahan
Naraz hun tujh se ay jahan

Zindagi mein aa kay faaslay mita kay
Dekhta hai kya,sochta hai kya
Dur chala jaon mein paas na phir aon re
Rokta hai kya, sochta hai kya

Meri in rahon mein behta umeed ka dariya
Darbadar ye saansein bolein re kyun hai tanha
Kya kahoon kyun hoon khafa
Chor de mujhay na manaa

Zindagi mein aa kay faaslay mita kay
Dekhta hai kya, sochta hai kya
Dur chala jaon mein paas na phir aon re
Rokta hai kya sochta hai kya

Zindagi mein aa kay faaslay mita kay
Dekhta hai kya, sochta hai kya
Dur chala jaon mein paas na phir aon re
Rokta hai kya sochta hai kya