Sikandar Ka Mandar – Doosri Duniya (Download MP3)

Sikandar Ka Mandar – Doosri Duniya (Download MP3)

Doosri Duniya

Click on the Image to Download

Artist: Sikandar Ka Mandar

Song: Doosri Duniya

Download Now!

Take a listen to the song below:

Doosri Duniya Lyrics:

Ammi ammi- mujhay chhoraingay nahi, inki aankho mein jo chahat hai woh asli hi nahi,
Kami kami- imaandaro ki kami, hum insaan hain par pakay sachay musalman nahi,
Kya hai khyaal? Ab rona hai bekar!
In keemato say kuch na sabit hoga meray yaar- Hum musalman nahi.

Kya hai khyaal? Ab rona hai bekar!
In nafrato say kuch na sabit hoga meray yaar- Hum musalman nahi.

Doosri Duniya keh musafir hain yahan,
Samajhnay say pehlay apnay aap ko samjho meray yaar.

Kya hai khyaal? Ab rona hai bekar!
In masjidon aur mandiron mein kya seekh rahay hain yaar?
Hum musalman nahi!