Atif Aslam – Zameen Jaagti Hai (Download Audio)

Atif Aslam – Zameen Jaagti Hai (Download Audio)

Click on the Image to Download

Click on the Image to Download

Artist: Atif Aslam

Song: Zameen Jaagti Hai

Download Now!

Produced & Composed by Shiraz Uppal

Lyrics:

Raat bhar diye jalte sooraj ko humne jo kaandhe
Paaon mein andheron ke jo humne hain jugnoo baandhe
Khudaya jo bhi jalta nazara raha
Hamare is lahu se nikhra hua

Zameen jaagti hai ye aasmaan janata hai
Zameen maangti hai jo aasmaan maanta hai
Rago me jo thahra wohi beh raha hai
Salaam uspe jo is zameen pe mita hai..

Khoon mein nahaye hue jismon se poocho
Is zameen pe jaan lutane ka maza hai kya
Nafraton ki saans phooli hai aaj kaise
Raakh jisne ghar kiya hai uski saza hai kya

Andhere ki jo intahaan hai..
Savere ki wo ibtedaa hai..
Khudaya jo bhi jalta nazara raha
Hamare is lahoo se nikhra hua

Zameen jaagti hai ye aasmaan jaanta hai
Zameen maangti hai jo aasmaan maanta hai
Rago me jo thahra wohi beh raha hai
Salaam uspe jo is zameen pe mita hai..

Milke chalein to manzilein khud aa mili hain
Sung chale to ban gaya wo kafila hai kya
Hausla ab naa thake tum ye to socho
Paaon bhar ka rasta bhi faasla hai kya

Dukhoon ki bas yahi saza hai
Kiya khushi ko ab riha hai
Khudaya jogi jalta nazara raha
Hamare is lahoo se nikhra hua

Zameen jaagti hai ye aasmaan jaanta hai.
Zameen maangti hai jo aasmaan maanta hai
Rago me jo thahra wohi beh raha hai
Salaam uspe jo is zameen pe mita hai..