Shafqat Amanat Ali – Janey Kyun [OST Always Kabhi Kabhi]

Click on the Image to Download

Artist: Shafqat Amanat Ali

Song: Janey Kyun (Sufi Version)

Movie: Always Kabhi Kabhi

Download Now!

Lyrics:

Jane kyon, har lamha hai tham gaya
Jaane kyun, hoon zara jum gaya
Jaane kyun, aankhen namm si hui
Jaane kyun, manzilen kho gayi aur so gayi
Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ke yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun

Tujh bin jaane kyun

Bin baarish ki barsaatein ab main jaanu kyun
Tujh bin jaane kyun

Jaane kyun, har lamha hai tham gaya
Jaane kyun, hoon zara jum gaya
Jaane kyun, aankhen namm si hui
Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ke yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun
Tujh bin jaane kyun

Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphaason ke yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun
Tujh bin jaane kyun

Bas khushi ki talaash mein main toh yunhi chalta raha
Jaane na dheere dheere yun chalte chalte main kahan aa gaya
Dekhenge mera rasta gham bhi kahin yeh socha na tha
Maine inn raaston se mazaak raasta poocha na tha