AAG – Veeraan (Download Audio)
November 2, 2010
AAG – Veeraan (Download Audio)
Band: AAG
Song: Veeraan
Lyrics:
Hoon mein ye kahan
Ye naya jahan
Bheegi roshni..
..ban ke uljhanein
Chali gayeen..
Chali gayeen..
Pal jo char hain..
..kat jayein yunhi
Bhar ke har zakham
Mar ke har qadam
Abhi nahi..
Khoyi kahin..
Meri khuwahishon..
Ke raaston ki saadgi..
Tu na ho .. na sahi
Bekaar tha sabhi..
Tanha mein tha kabhi..
Veeraan.. hoon jo aaj tu nahi..
Tou kya hua.. sabhi..
..ne di saza yehi
Chal ke hawa koi..
Ban kar tufaan koi..
Lamhon mein raah koi..
Veeraan.. hai jo aaj tu nahi..
Ye tera junoon…
Ye meri jalan..
Aankh se shuru
Hont par khatam..
Abhi nahi..
Khoyi kahin..
Teri aahaton..
ki saazishon..ki saadgi..
Tu na ho.. na sahi..
Bekaar tha sabhi..
Tanha mein tha kabhi..
Veeraan.. hoon jo aaj tu nahi..
Connect with Band: